Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNikaah (1982)
HomeNikaah (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


abhi alvida mat kaho dosto naa jaane kahan phir mulaqaat ho naa jaane kahan phir mulaqaat ho beete huye lamhon ki kasak saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye pyar mein doobi huyi rangeen fazayen ye chehre ye nazren ye java rutt ye hawaayen hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi hum jaayen kahin inki mahek saath to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna phoolon ki tarha dil mein basaye huye rakhna yaadon ke cheragon ko jalaye huye rakhna lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi lamba hai safar iss mein kahin raat to hogi khwabon hi mein ho chahe mulaqaat to hogi beete huye lamhon ki kasak saath to hogi ye saath guzare huye lamhaat ki daulat ye
chehra chhupaa liya hai kisi ne hijaab mein haaannnn chehra chhupaa liya hai kisi ne hijaab mein are jee chaahta hai aag lagaa doon naqaab mein aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaa bijli thi jo humne chhupaa li naqaab mein bijli thi ik jo humne chhupaa li naqaab mein are lag jaati warna aag tumhaare shabaab mein aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hum husn ke parwaane jalne se nahin darteee anjaam e muhabbat ki parwaah nahin karte ek baar hi dete hain dil apna haseenon ko ek baar hi marte hain sau baar nahin marte parwaane se pehle jali aur parwaane ke saath jali wo to jala bas pal do pal ko shamma to saari raat jali ek parwaana jalaa iss kadar shor machaa ek parwaana jalaa iss kadar shor machaa shamma chup chaap jali lab pe shikwaa naa gilaa shamma chup chaap jali lab pe shikwaa naa gilaa kya hai jalne ka mazaa husn se poochho zara kya hai jalne ka mazaa husn se poochho zara kyun ki parwaane ko jal jaana humne hi sikhaaya hai wo
hmmm hmm hmm hmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm chupke chupke raat din aansun bahaana yaad hai hai chupke chupke raat din aansun bahaana yaad hai hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansun bahaana yaad hai khench lena wo mera parde kaa kona dafatan khench lena wo mera parde kaa kona dafatan aur dupatte se tera wo munh chhupaana yaad hai hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansun bahaana yaad hai dopaher ki dhoop mein mere bulaane ke liye dopaher ki dhoop mein mere bulaane ke liye wo tera kote pe nange paanv aana yaad hai hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansun bahaana yaad hai hmmm hmm hmm hmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm
dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye zindagi ik pyaas ban kar reh gayi zindagi ik pyaas ban kar reh gayi pyaar ke kisse adhure reh gaye pyaar ke kisse adhure reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye shaayad unka aakhri ho ye sitam shaayad unka aakhri ho ye sitam har sitam ye soch kar hum seh gaye har sitam ye soch kar hum seh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye khud ko bhi humne mita daala magar khud ko bhi humne mita daala magar faasle jo darmiyaan the reh gaye faasle jo darmiyaan the reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye
dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile lo ban gaya naseeb ke tum humse aa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile aankhon ko ik ishaare ki zahmat to dijiye kadmon mein dil bichha doon izaazat to dijiye ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile kal tum zudaa huye the jahaan saath chhod kar hum aaj tak khade hain ussi dil ke mod par humko iss intezaar kaa kuchh to
faza bhi hai jawaan jawaan hawa bhi hai ravaan ravaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan pukarte hain door se woh kaafile bahaar ke bikhar gaye hain rang se kisi ke intezaar ke lehar lehar ke honth par wafa ki hai kahaniyaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan bujhi magar bujhi nahin na jaane kaisi pyaas hai qaraar dil se aaj bhi na door hai na paas hai ye khel dhoop chhaon ka ye qurbatein ye duriyan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan har ek pal ko dhundata har ek pal chala gaya har ek pal firaaq ka har ek pal visaal ka har ek pal guzar gaya bana ke dil pe ik nishan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan hawa bhi hai ravaan ravaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Beete Huye Lamhon Ki Kasak Nikaah (1982) 05:59 20208
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Salma Agha
Duration : 05:59   Song Number : 20208   

Chehra Chhupa Liya Nikaah (1982) 08:40 13876
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Salma Agha
Duration : 08:40   Song Number : 13876   

Chupke Chupke Raat Din Nikaah (1982) 05:05 20305
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Gulam Ali
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Salma Agha
Duration : 05:05   Song Number : 20305   

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye Nikaah (1982) 04:30 20362
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 04:30   Song Number : 20362   

Dil Ki Ye Aarzoo Thi Nikaah (1982) 05:39 20367
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salma Agha
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 05:39   Song Number : 20367   

Faza Bhi Hai Jawaan Nikaah (1982) 05:56 13877
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 05:56   Song Number : 13877